Thriller Action Thriller
Tarzan the wonder car
0
Views
0
Likes
0
Bookmarks
0
Ratings
par ladka car se us tak pahunch hi gaya aur uski boat ko dhakka maar ke judge ko pani fek diya aur use khinch ke kinare pe le aaya.
Ladki ko hosh aa gaya aur wo car ke chhat se utar gayi uska baap waha aa ke usse bola, "ye sab kya putter?" Ladke ka baap...

Ladki ko hosh aa gaya aur wo car ke chhat se utar gayi uska baap waha aa ke usse bola, "ye sab kya putter?" Ladke ka baap bola, "sardar ji! Abhi sab kuch pata chal jayega". Dusri taraf jab ladka car se bahar nikla tab judge darr se bola, "nahi beta! Mujh par raham karo pls!" Ladka ghusse se bola, "kutte! Kya tune mujh par raham kiya tha! Tujhe ehsas bhi tha ki tu kise saja suna raha hai! kya tune 1 minut bhi mujhse puchha ki maine wo car kyu churayi! Mai toh usi wakt tum sab se apna badla lena chahta tha jab Mai khai me gir raha tha aur shayad wo bhagwan ka ashirwad tha jisne mujhe us sadhu se milaya! Mai chahta toh tujhe wahi khatam kar sakta tha jaha tu meri dost ko dubo raha tha lekin mujhe teri berahami ka hisab barabar karna tha isiliye mai tujhe yaha le aaya!" Judge bola, "accha thik hai mai.. mai kabul karta hoon ki mai tumara gunahgar hoon! Pichle saal maine tume bina Sach jaane hi fasi ki saja sunayi aur jab tum jail se bhaage! Tab maine hi bade hi berahami se tumara jine ka hak chhin liya aur un dono car ke lalchi admiyon ki madad se tume maar ne ki saja de di!" Itne me ladki ka baap police ko leke aa gaya, usne wakil ke bete aur naye admi ko giraftar kar liya aur Judge uske paas jaa ke bola, "inspector!! Mujhe giraftar kijiye" police wala bola, "judge sahab! Ise kahte hai kudrat ka fanda! Insan gunah karke us pe parda daalta hai aur kudrat wo saare parde hata deti hai". Toh dusri taraf ladke ke maa-baap ab usse bole, "beta! Tume car chahiye thi na! tum apni us car ko rakh lo aur agar tume boss ke under kaam karna pasand nahi hai! Toh jaa aur bada sa empire khada kar ke khud hi boss ban Jaa". Uske baad police, judge, wakil ka beta aur us admi ko waha se le gayi aur lead ladka aur ladki dono apne pariwar ke sath ghar chale gaye aur ladka car ke sath khusi khusi rahne laga.

Chapter
0
Words
0
Updated
Recently
Published
Unscheduled
No chapters available yet.

No ratings yet.
No comments yet.
No fan art available for this story yet.